Aghaz-e-Ishq Jab Tera Anjaam Aay Ga
Kia Kia Na Apni Zaat Par Ilzaam Aay Ga,
Kesi Aziyaton Se Guzar Jaay Ga Ye Dil
Kis Dukh Se Mere Lub Pay Tera Naam Aay Ga,
Jaa Tho Raha Hai Dil Tere Lqraar Ki Taraf
Main Jaanta Hoon Lout Key Na-Kaam Aay Ga,
Honton Ka Lamas De Key Mujeh Os Ny Ye Kaha
Lay Jaa Ise' Safar Mein Tere Kaam Aay Ga,
Jub Mustjaab Hoga Duaon Ka Silsila
Lk Aur Dasht-e-Hijr Mere Naam Aay Ga...

0 comments:
Post a Comment