Apni pyari aankhon main...

Apni pyari aankhon main chupalo mujhko
Muhabbat tumse hai apna banalo mujhko,

Dhop ho ya sahra ho tere saath chalaingay
Yaqeen na ho tu azmaalo mujhko,

Har dukh hans kar sahengay hum
Apnay badan ki chaadar banalo mujhko,

Zindagi bhi tere naam kardi main ne
Bas chand lamhay Seenay se lagalo mujhko...

0 comments: