Baadal Ki Kahani...

Ek raat hui barsaat bahut,
Main roya sari raat bahut,
Har ghum tha Zamanay ka Lekin,
Main tanha tha us raaat bahut,
Phir aankh se ek sawan barsa,
Jab saher hui tu khayal aaya,
Wo baadal kitna tanha tha,
Jo roya sari raat bahut...

0 comments: