Chand Ko Choo Kar...

Aey chand ki kirnon jao na
Tum us ko choo kar ao na
Wo kab kab kya kya karta hai
Wo jagta hai ya sota hai
Wo kis se batain karta hai
Wo shaam ko ko kesa lagta hai
Wo raat ko kesa dikhta hai
Jab soye kesa lagta hai
Jab jaagay kesa dikhta hai
Tum chupkay chupkay jao na
Meray chand ko cho kar ao na....

0 comments: