Main hosh mein tha to phir us pay mar gaya kaisay
yeh zeher meray laho mein utr gaya kaisay,
Kuch us dil mein lagawat zaroor thi werna
woh mera hath daba ker guzr gaya kaisay,
Zaroor us ki tawajo ki rehbari ho gi
nashe mein tha to main apne hi gher gaya kaisay,
Jise bhulayee kayee saal ho gaye "Kamil"
main aaj us ki gali say guzr gaya kaisay,

yeh zehr meray laho mein utr gaya kaisay....

0 comments:
Post a Comment