Ab kis ka jashan manatay ho
Us dais ka jo taqseem howa
Ab kis ke geet sunatay ho
Us tan man ka jo do neem howa
Us khuwaab ka jo reza reza
In aankhon ki taqdeer howa
Us naam ka jo tukray tukray
galiyon main bay touqeer howa
Us parcham ka jis ki hurmat
Bazaaron main neelaam hui
Us mitti ka jis ki hurmat
Mansoob adu ke naam hui....
Us dais ka jo taqseem howa
Ab kis ke geet sunatay ho
Us tan man ka jo do neem howa
Us khuwaab ka jo reza reza
In aankhon ki taqdeer howa
Us naam ka jo tukray tukray
galiyon main bay touqeer howa
Us parcham ka jis ki hurmat
Bazaaron main neelaam hui
Us mitti ka jis ki hurmat
Mansoob adu ke naam hui....

0 comments:
Post a Comment