Ye meri ghazlain ye meri nazmain
Tamam teri hikaayatain hain
Ye tazkiray teray lutf ke hain
Ye sh'er teri shikaayatain hain,
Main sub teri nazr kar raha hoon
Ye un zamano ki sa'atain hain....
Tamam teri hikaayatain hain
Ye tazkiray teray lutf ke hain
Ye sh'er teri shikaayatain hain,
Main sub teri nazr kar raha hoon
Ye un zamano ki sa'atain hain....

0 comments:
Post a Comment