Yun tu pehlay bhi howe us se ka'i baar juda
Lekin ab ke nazar aatay kuch aasar juda,
Gr ghum-e-sood-o-ziyaan hai tu taher ja aey Jaan
Ke Usi mor pe yaaron se Yar Juda,
Do ghari Us se raho door tu yun lagta hai
Jis tarah saaya deewar se deewar juda,
Ye judaai ki ghari hai ke hhari saawan ki
"Main juda gar ye kanan, Abr juda, Yaar juda"

0 comments:
Post a Comment