Abr-e-bahaar ab ke bhi barsa paray paray
Gulshan ujaar ujaar hain Jungle haray haray,
Janay ye ishnagi hai hawis hai ke khudkashi
Jaltay hain shaam se jo saaghar bharay bharay,
Hai dil ki mout Ehd-e-wafa ki shikastagi
Phir bhi jo koi tark muhabbat karay, karay,
Ab apna dil bhi shahar-e-khamoshaan se kam nahin
Sun hogaye hain kaan sada par dharay dharay.....

0 comments:
Post a Comment