Agar Kabhi...

Agar kabhi kitab likho
Chahaton ke naam likhna
Rafaqaton ke naam likhna
Tumhari Mujhse muhabbat ki
Wo Pehli Pehli baat likhna
Payam likhna wo muhabbat ke
Qabooliyat ke muqaam likhna
Wo hijr Ratoon ki baat likhna
Wo wasl ke din ki mulaqat likhna
Ikhtitam-e-kitab aye tu sochlena
Yad karna phir apna aur mera naam likhna...

0 comments: