Aao jaanch letay hain
Dard ke tarazo par
Kis ka ghum kahan tak hai
Shiddatain kahan tak hain
Kuch azizoon se pochna tu padta hai
Aj kal muhabbat ki
Qeematain kahan tak hain
Ek shaam ajao
Khul ke hhal-e-dil kehlain
Koun jaanay saansoon ki
Muhlatain kahan tak hain...
Dard ke tarazo par
Kis ka ghum kahan tak hai
Shiddatain kahan tak hain
Kuch azizoon se pochna tu padta hai
Aj kal muhabbat ki
Qeematain kahan tak hain
Ek shaam ajao
Khul ke hhal-e-dil kehlain
Koun jaanay saansoon ki
Muhlatain kahan tak hain...

0 comments:
Post a Comment