Dukh Tu Hota Hai...

Koi rishta toot jaye dukh tu hota hai
Apnay hojayen paraye dukh tu hota hai,

Hum marjaen ehd-e-wafa nibhatay nibhatay
Aur unko yaqeen na aye dukh tu hota hai,

Mana hum nahin pyaar ke qaabil magar
Is tarha koi thukraye dukh tu hota hai,

Jiski khatir sajaae hum ne ye mahfil
Wohi is main na aye dukh yu hota hai....

0 comments: