Ziada tu nahin
Bas ek lamha
Apni zindagi ka meray naam kardo
Jis main tum bas mujhko socho
Mujh ko chaho
Mujh ko dekho
Sirf ek lamha
mujhay day do
Bhalay phir saari zindagi
Kisi ke bhi banay rehna
Tumhain kuch na kahunga
Main bas ek lamhay main
Ek lamhay main!
Apni zindagi ji loonga....
Bas ek lamha
Apni zindagi ka meray naam kardo
Jis main tum bas mujhko socho
Mujh ko chaho
Mujh ko dekho
Sirf ek lamha
mujhay day do
Bhalay phir saari zindagi
Kisi ke bhi banay rehna
Tumhain kuch na kahunga
Main bas ek lamhay main
Ek lamhay main!
Apni zindagi ji loonga....

0 comments:
Post a Comment