Meri in aankhon ke chiraghoon main
Aansoun ke eendhan se
Roshan hai har samaan maanind hain
Meri aankhain aisi hain jesay
Jalti shama hoon aanso meray
Moom hain isliye Janan!
Tum ne meri aankhon ko
Khoobsurat keh kar
Umr bhar jalnay ke liye
Umr bhar ka eendhan de dia hai
Aisi judaai di hai
Ke har rastay
Andhera hai
Ab yehi chiraagh main
Andhairay rason pe
Rakhay betha hoon
Jahan se
Tumhari wapsi ab shayad kabhi na ho....
Aansoun ke eendhan se
Roshan hai har samaan maanind hain
Meri aankhain aisi hain jesay
Jalti shama hoon aanso meray
Moom hain isliye Janan!
Tum ne meri aankhon ko
Khoobsurat keh kar
Umr bhar jalnay ke liye
Umr bhar ka eendhan de dia hai
Aisi judaai di hai
Ke har rastay
Andhera hai
Ab yehi chiraagh main
Andhairay rason pe
Rakhay betha hoon
Jahan se
Tumhari wapsi ab shayad kabhi na ho....

0 comments:
Post a Comment