Intezar...

Hum to usse rah per ker rahay hain tumhara intezar
tumhe apna Rasta badalnay ki kya zarorat thi,

Main ne to bas yunhi keh dia tha
itna dil per laganay ki kya zarorat thi,

Nahi mohabbat thi hum se, to keh dia hota
yun Kisi Ko saath laker jalanay ki kya zarorat thi,

Kabhi azmaya to hota humay tum ne ayy dost
apna dewana bana ker youn chordnay ki kya zarorat thi,

Yun dil jalanay ki kya zarorat thi
pass aker dor janay ki kya zarorat thi....

0 comments: