Meri Rooh Jisay...

Meri jisay kuchal gaya
Koi shaks aisa badal gaya
Ye kis ki harf-e-dua rahi
Ke main girtay girtay samnbhal gaya
Teri yaad jab aanay lagi
Mera dard jesay bahel gaya
Meri qismatoon ke faaslay
Kisi aur janib nikal gaya
Tumhain dekhte hi bay-sabab
Koi khuwab mera machal gaya
Mera path'tharon sa ghuroor tha
Magar teray aagay pighal gaya...

0 comments: