Ronay Se Malal Ghat Gaya Hai
Baadal tha baras ke chatt gaya hai,
Ab dosh pe sar nahin tu goya
Ek bojh sa dil se hut gaya hai,
Ye khalwat-e-jaan main koun aaya
Har cheez ulat pulat gaya hai,
Kya maal-e-ghaneem tha mera shahar
Kyon lashkariyoon main but gaya hai,
Ab dil main Faraz koun aye?
Dunya se ye shahar cut gaya hai....
Baadal tha baras ke chatt gaya hai,
Ab dosh pe sar nahin tu goya
Ek bojh sa dil se hut gaya hai,
Ye khalwat-e-jaan main koun aaya
Har cheez ulat pulat gaya hai,
Kya maal-e-ghaneem tha mera shahar
Kyon lashkariyoon main but gaya hai,
Ab dil main Faraz koun aye?
Dunya se ye shahar cut gaya hai....

0 comments:
Post a Comment