Shabnami raat ho aur har taraf andhera ho
Ek chadar main liptay do badan ek tera ho ek mera ho,
Teray mahmaleen jism main khushyin ke chaman main
Sadyon tak wo raat chalay... Sadyon door sawera ho,
Teray honton ko si doon main honton ke dhagay se
Ek sannatay main khamoshi se..
Teri banhon ne mujh ko ghaira ho,
Donon liptay ek doojay main
ek girah si lag jaye jisnon main
Maeray jism main ghar milay tujhay
Teray jism main mera basera ho,

0 comments:
Post a Comment