Zindagi ke safar par...

Zindagi ke safar par jab main jaonga
Safaid kaproon main bahut dilkash nazar aonga,

Sub log Ro rahay hongay magar
Main tere lie thora sa muskaraonga,

Teri rahoon se jab guzray janaza mera
Do phool apnay pass rakh lena
Tumhari qasam main mahak sa jaonga,

Tum ek baar apna chahra zaroor dikhaa dayna
Main hanstay hanstay qabr main utar jaonga....

0 comments: