tujh bin jeene ka tareeeka nahi ata,
mere labo pe tere siwa or koi naam nahi ata,
waqt ke sehra pe jese sadya guzarti ho,
magar tujh bin 1 pal dil ko chen nahi ata,
suraj nikalta hai to dunya jagti hai,
magar tujh bin koi ujala mujh tak nahi ata,
her din milta hai kisi ko naya wajood,
magar tujh bin mera koi kam sar-e-aam nahi ata,
ghanto me ghumti hai dunya yahan se wahan,
magar tujh bin meri dunya ko chalna nahi ata,
yun to dunya wale kehte hain mujhai 1 gulab,
magar tujh bin is phool ko mehekna nahi ata,
manzar hi manzar dilkash hain sabhi,
magar tujh bin mujhe kuch or nazar nahi ata,
taabeer ke lye log sote hain gehri neend mein,
magar tujh bin mujhe khwab kya aram bhi nahi ata,
ab is gazal ke aakhir me koi motabar bi to ho,
magar tujh bin apna naam bi likhna nahi ata. . .

0 comments:
Post a Comment