Woh bulain to kia tamasha ho
Hum na jain to kia tamasha ho
Ya kinaroon sa khailna wala
Doob jain to kia tamasha ho
Banda perwar jo hum pa guzri hai
Hum butain to kia tamasha ho
Aaj hum bhi teri wafaon per
Muskura'ain to kia tamasha ho
Teri soorat jo ite'faaq sa hum
Bhool Jain to kia tamasha ho
Waqt ki chand sa'atain SAGHAR
Lout a'ain to kia tamasha ho....
Hum na jain to kia tamasha ho
Ya kinaroon sa khailna wala
Doob jain to kia tamasha ho
Banda perwar jo hum pa guzri hai
Hum butain to kia tamasha ho
Aaj hum bhi teri wafaon per
Muskura'ain to kia tamasha ho
Teri soorat jo ite'faaq sa hum
Bhool Jain to kia tamasha ho
Waqt ki chand sa'atain SAGHAR
Lout a'ain to kia tamasha ho....
0 comments:
Post a Comment