Haan Ab Bhula Do...

han ab bhula do
on muhabbat bhari baaton ko
khusbo basi raaton ko
khawab tha sub kuch
kawab hi samujhna
gozray lamhon ko yaad kar k
kabhi aankh num na karna
zindagi safar hai
kabhi na khatam honay wala safar
naye safar pay
umeed bharay naye kawaab saja k chalna
guzray lamhon koo yaad kar k
kabhi aankh num na karna
kitab-e-muhabbat ka warq warq jala do
han ab bhula do

0 comments: