Showing posts with label Muhsin Naqvi. Show all posts

Main Kyon Na..
Main Kioun Na Tark_E_Taluq Ki Ibteda Kerta
Wo Duur Dais Ka Baasi Tha Kiya Wafa Kerta ?
Wo Mairay Zabt Ka Andaza Karnay Aya Tha
Main Has K Zakhm Na Khata To Or Kiya Kerta ?
Hazar Aiena Khano'N Main Bhi Na Pa Saka
Wo Aiena Jo Mujhay Khud Say Aashna Kerta
Dar_E_Qafas Pay Qayamat Ka Habs Tha Werna
Saba Say Zikr Taira Main Bhi Sunn Liya Kerta
Mairee Zamee'N Tuu Agar Mujh Ko Raas Aa Jaati !
Main Rifato'N Main Tujhay Aasma'N Sa Kerta
Gham_E_Jaha' N Ki Muhabbat* Lubha Rahi Thee Mujhay
Main Kiss Tarah Tairee Chahat Pay Aasrra Kerta ?
Agar Zuba'N Na Kat..Tee To Shahar Main MOHSIN
Main Pathro'N Ko Bhi Ik Rooz HamNawa Kerta

Wo Ajnabi...
Woh ajnabi ajnabi se chehray,woh khawab khaimay rawan dawan se
Basay hoay hain abhi nazar mein,sabhi manazir dhuwan dhuwan se
Yeh aks-e-dagh-e-shikast-e-paymaan,wo rung-e-zakhm-e-khulos-e-yaraan
Main ghumgusaaroon mein sochta hoon,keh baat chheroon kahan kahan se
Ye sungraizay adawtoon ke,woh aabgenay sakhawtoon ke...!!
Dil-e-musafir qubool kar le, mila hai jo kuch jahan jahan se
Bichharrnay walay bichherr chala tha to nisbtain bhi ganwa ke jata
Teray liey shehr bhar se ab bhi main zakhm khaaon zubaan zubaan se
Meri mohabbat ke wehmoon se paray tha tera wajood warna..!!
Jahan jahan tera aks thera, main ho ke aya wahan wahan se
Tu humsafar hai na humnafas hai,kisay khabar hai keh tu kidhar hai
Main dastkain de ke pooch baitha makeen makeen se makan makan se
Abhi mohabbat ka ism-e-aazam laboon pe rehnay de jan-e-MOHSIN
Abhi hai chahat nai nai si, abhi hain jazbay jawan jawan se ..!!!~
By: Muhsin Naqvi

Labels:
M. Waqas Collection,
Muhabbat,
Muhsin Naqvi,
My Diary,
Other Poets