Tum dil ko samjha lena
Jab pyar ki baat adhoori ho
Jab beech main thori doori ho
Jab milna bahut zaruri ho
Par milnay main majboori ho\
Tum dil main yaad jaga lena
Kuch pyar ke diyay jala lena
Jb mujhsay milnay aa na sako
aur yaad se baahar ja na sako
Thora dil ko samjha lena
Bus yaad se dil behlaa lena....
Jab pyar ki baat adhoori ho
Jab beech main thori doori ho
Jab milna bahut zaruri ho
Par milnay main majboori ho\
Tum dil main yaad jaga lena
Kuch pyar ke diyay jala lena
Jb mujhsay milnay aa na sako
aur yaad se baahar ja na sako
Thora dil ko samjha lena
Bus yaad se dil behlaa lena....

0 comments:
Post a Comment