Koi aisa shaks howa karay
Na shikayatain na gila karay
Jo mujhsay batain kiya karay
Main taweel safar main hoon jab
Meri waapsi ki dua karay
Kabhi ro paray wo bay panaah
Kabhi bay tahasha udaas ho
Kabhi chupkay chupkay dabay qadam
Meray peechay aake hansa karay
Koi Aisa Shaks Howa Karay....
Na shikayatain na gila karay
Jo mujhsay batain kiya karay
Main taweel safar main hoon jab
Meri waapsi ki dua karay
Kabhi ro paray wo bay panaah
Kabhi bay tahasha udaas ho
Kabhi chupkay chupkay dabay qadam
Meray peechay aake hansa karay
Koi Aisa Shaks Howa Karay....

0 comments:
Post a Comment