Mujhko Yaad Kar Lena...

Akelay chaand ko takna tu mujhko yaad kar lena
Kisi bhi baat pe hansna tu mujhko yaad kar lena,

Muhabbat woh Haqeeqat hai jisay nahin jata
Kitab-e-Ishq jo parhna tu mujhko yaad kar lena,

Meray pyar ki khushboo tumhain kaghaz se ayegi
Lafz koi bhi likhna tu mujhko yaad kar lena....

0 comments: