Dil Main Ab Yun Teray...

Dil Main Ab Yun Teray Bhoolay Huway Ghum Yaad Atay Hain
Jaisay Bichray Huway Sanum Kabay Main Atay Hain,

Ek Ek Kar K Huey Jatay Hain Taray Roshan
Meri Manzil Kie Taraf Teray Kadum Atay Hain,

Raqs E Main Teez Karoo Saaz Kie Lay Teez Karoon
So-e-May Khana-e-Harum Atay Hain,

Ek Humein Ko Nahin Ehsan Uthany Ko Damaagh
Woh Tu Jub Atay Hain Mael E Ba Karam Atay Hain,

Kuch Deer Aur Na Guzray Shab-e-Furqat Say Kaho
Dil Bhi Dhukta Hai Aur Yaad Bhi Kum Atie Hain.....

0 comments: