Mujhay acha sa lagta hai
Tumharay sang sang chalna
Wafa ki aag main jalna
Tumhain naraz kardena
Kabhi naraz hojana
Tumhari ba rukhi par bhi
Tumhari aarzo karna
Khud apnay dil ki dharkan se
Tumhari guftugu karna
Mujhay acha sa lagta hai..
Tumhi ko dekhtay rehna
Tumhi ko sochtay rehna
bahut gahray khayaloon main
Khuwabon main sawalon main
Muhabbat ke hawaloon main
Tumharay naam ka aana
Mujhay acha sa lagta hai....
Tumharay sang sang chalna
Wafa ki aag main jalna
Tumhain naraz kardena
Kabhi naraz hojana
Tumhari ba rukhi par bhi
Tumhari aarzo karna
Khud apnay dil ki dharkan se
Tumhari guftugu karna
Mujhay acha sa lagta hai..
Tumhi ko dekhtay rehna
Tumhi ko sochtay rehna
bahut gahray khayaloon main
Khuwabon main sawalon main
Muhabbat ke hawaloon main
Tumharay naam ka aana
Mujhay acha sa lagta hai....

0 comments:
Post a Comment