Falsafa-e-ishq main paish aaye sawaloon ki tarah
Hum pareshaan hi rahay apnay khayaaloon ki tarah,
Sheesha gar bethay rahay zikr-e-maseeha lay kar
Aur hum toot gae kaanch ke piyallon ki tarah,
Jab bhi anjaam-e-muhabbat nay pukara khud ko
Waqt ne paish kiya hum ko misaaloon ki tarah,
Zikr jab bhi hoga muhabbat main tabahi ka kaheen
Yaad hum aayengay dunya ko hawaloon ki tarah....

0 comments:
Post a Comment