Gaye dinon main muhabbat mizaaj us ka tha
Magar kuch aur hi andaz aaj us ka tha,
Wo shahar-e-yaar jab aqleem harf main aaya
Tu mera dast nagar takht-o-taaj us ka tha,
Main kya bataon ke kyon us nay bay wafai ki
Magar yehi ke kuch Aisa mizaaj us ka tha,
Humain bhi dukh hai dil-e-zinda dil ke marnay ka
Kisi ke paas magar kab ilaaj us ka tha....

0 comments:
Post a Comment