Jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya
aaj kya jaaniye kya yaad aaya,
Phir koi haath hai dil par jesay
Phir tera ehd-e-wafa yaad aaya,
Jis tarah dhund main liptay howe phool
aik ek naqsh tera yaad aaya,
Aisi majboori ke aalam main koi
Yaad aaya bhi tu kya yaad aaya,
Aey rafeeqo sar-e-manzil jaa kar
Kya koi aabla pa yaad aaya...
aaj kya jaaniye kya yaad aaya,
Phir koi haath hai dil par jesay
Phir tera ehd-e-wafa yaad aaya,
Jis tarah dhund main liptay howe phool
aik ek naqsh tera yaad aaya,
Aisi majboori ke aalam main koi
Yaad aaya bhi tu kya yaad aaya,
Aey rafeeqo sar-e-manzil jaa kar
Kya koi aabla pa yaad aaya...

0 comments:
Post a Comment