Kachi deewar hoon thikar na lagana mujhko
Apni nazron main basa kar na girana mujhko,
Tum ko aankhon main tassawor ki tarah rakhta hoon
Dil main dharkan ki tarah tum bhi basana mujhko,
baat karne main jo mushkil ho tumhain mehfil main
Main samajh jaonga Nazron se batana mujhko,
Wa'da utna hi karo jitna nibha saktay ho
Khuwab pura jo na ho wo na dikhana mujhko,
Apnay rishtay ki nazakat ka bharam rakh lena
Main tu aashiq hoon deewana na bana na mujhko....

0 comments:
Post a Comment