Khuwaab Martay Nahin...

Khuwaab martay nahin
Khuwaab dil hain na aankhain na shaamain ke jo
Reza reza howe tu bikhar jayengay
Jism ki mout se ye bhi marjayenge gay
Khuwaab martay nahin
Khuwaab tu roshni hain nawa hain hawa hain
Jo kaalay paharoon se riktay nahin....

0 comments: