Mujhay Tum yaad Aatay Ho...

Aasmaan ke saaray sitaaray
Khamosh si ek raat main
Jab chand ki kami mehsoos kartay hain
Meri har saans main dharkan tumhari sunai deti hai
Meri aankhon ka buhtaam aanso ruk jata hai
Jab dil sirf tumhain pukaarta hai
jab aksar tanha rahnay ko dil chahta hai
har mosam adhoora lagta hai
Har us pal main aey Jaanan
Mujhay tum yaad aatay ho.....

1 comments:

Anaa said...

nice...
kisi shair ne kahan hai na

tumhari yad ke jab zakham bharne lagte hain
kisi bahane tumhain yaad kerne lagte hain

nice to see u at my place.