Mujhe tum Chor mat dena...

Mujhe tum chor mat dena
Hazaroon dooriyan ayen
Bahaarain aa ke kho jayen
Mera chehra bhula dena
Meri Yaadien bacha lena
Jo lamhe dard detay hoon
Unhain beshak bhula dena
Jo lamhay aas detay hoon
Unhain dil se laga lena
Kaheen bhi door reh lena
Bahut majboor reh lena
Magar is doori ko tum
Bahana mat bana lena
Ta'allauq tor mat dena
Mujhe tum Chor mat dena
Mujhe tum Chor mat dena.....

0 comments: