So Dooriyoon Pe Bhi....

So doriyon pe bhi meray dil se juda na thi
Tu meri zindagi thi magar bay wafa na thi

Dil ne zara se ghum ko qayamat bana diya
Warna wo aankh itni zyada kha na thi

Yun dil laraz utha hai kisi ko pukaar kar
Meri sada bhi jesay ke meri sada a thi

Barg-e-khazan jo shaakh se toota wo khaak tha
Is jaan supardgi ke tu qaabil na tha

Jugno ki roshni se bhi kya kya bharak uthi
Is shahar ki fiza ke chiraagh aashna na thi....

0 comments: