Kabi moom ban k pigal gya
kabi girtey girtay sambhal gaya
wo bn k lamha guraiz ka
merey pass se nikal gaya
osay rokta b tou kis trah k
wo shakhs itna ajeeb tha
kabi tadap utha meri aah se!
kabi ashk se na pigal saka..
sr-e-rah mila wo ager kabi
tou nazar chura k duzar gya
wo uter gaya meri ankh se
meray dil se kion na uter saka
WO CHALA gaya Jahan chorr ker
mein wahan se phir na palat saka
Wo sambhal gaya tha FARAZ
main bikher k phir na simat saka...
kabi girtey girtay sambhal gaya
wo bn k lamha guraiz ka
merey pass se nikal gaya
osay rokta b tou kis trah k
wo shakhs itna ajeeb tha
kabi tadap utha meri aah se!
kabi ashk se na pigal saka..
sr-e-rah mila wo ager kabi
tou nazar chura k duzar gya
wo uter gaya meri ankh se
meray dil se kion na uter saka
WO CHALA gaya Jahan chorr ker
mein wahan se phir na palat saka
Wo sambhal gaya tha FARAZ
main bikher k phir na simat saka...

0 comments:
Post a Comment