Mein Aur Meri Tanhayi
Mai aur mari tanhaayi aksar ye bate karte hai
Kyu asia hota hai, kisi ke liye kyu Dil rota hai
sub log kahete hai ki aisa hi hota hai
akhir kyu aisa hota hai..?

Jub paas hote ho to kuch kahe nahi pata
Jub door jate ho to tum bin rahe nahi pata
Dil bechain sa ho jata hai, dil bekaraar hota hai
Akhir kyu aisa hota hai..?

Kyu sochta raheta hoon din bhar itna
Kyu khoya raheta hoon kayaalon mai itna
Akhir kon hai who..?
Kon hai woh jo kahi nahi phir bhi lagta hai
Woh yahi kahi hai, woh yahi kahi hai

0 comments:
Post a Comment