Qo zakhm intezaar ki lazzat bhi lay gaya
Ab naama bar ki raah na dekha karengay hum,
Wo kis tarah mila tha juda kesay hogaya
Socha ye sawaal na socha karengay hum,
Aey zindagi jab us se wafa kar saki na tu
Phir tu bata ke tujh se wafa kya karengay hum???

0 comments:
Post a Comment