Tum Humaray Nahin...

Tum humaray nahin tu kya ghum hai
Hum tumharay tu hain ye kya kam hai

Muskaurado zara khuda le liye
Shama-e-mehfil main roshni kam hai

Ban gaya hai ye zindagi ab tu
Tujh se barh kar humain tera ghum hai...

0 comments: