Ajeeb shaks tha …
woh raigzaron mein aik shajr-e-sayadar bhee thaa
kisi kaa dost na thaa ur sab ka yaaar bhee thaa
tamam shehar jiski mahabt ka qarzdar bhee thaa
dukhee dilon key leeay aakhiri pukaar bhee thaa
ajeeb shaks thaa woh…….
woh nfratoan mein bhee mahabatain lutata raha,
naabeena shehar mein beenayan ganwata raha
shehar bhar mein deeay khoon se jalata raha
haye afsos magar woh bhee jaan se jata raha…

0 comments:
Post a Comment