mujhse kehti hay tere sath rahongi FARAZ,
bohaat pyaar kerti hay mujhse udassi meri.
rat bari mushkil se sulaya hai mein ne khud ko Faraz
apni ankhon ko teray khuawab ki lalach de kar
Ab osay roz na sochoon to badan toot-ta hai FARAZ
ik umer ho gayi us ki yaad ka nasha kartay kartay
rooth jane ki ada hum ko bhi ati hai faraz ,
kaash hota koi hum ko bhi manane wala
In Barishoon Se Dosti Achi Nahen "Faraz"
Kacha Tera Makaan Ha Kuch To Khayal Ker
hum se aik rootha huwa shaks na maana faraz...!
log roothi huwi takdeer mana lete hain...!
woh bewafa na thi yun hi badnaam ho gaya faraz...!
hazaaron chahne walay thay us k kis kis se wafa kerti...!
woh parinda jisey apni parwaaz se fursat na thi faraz...!
aaj tanha huwa toh meri hi deewar pe aa betha...!
kahin tanha na kar de tujhe munfrid rehne shoq faraz...!
jab din dhalay toh kisi se haal-e-dil dejh dua kar...!
kyu gareeb samajhte hain hamien ye jahan walay faraz...!
hazaar dard ki doalat se maala maal hain hum log...!
Karoon na yad magar kis tarah bhulaoon usay
Ghazal bahana karoon or gungunaoon usay
Shiddat-e-tishnagi mein bhi ghairat-e-maikashi rahi,
Us ne jo pher li nazar main ne bhi jaam rakh diyaa - 'Ahmed Faraz.'

0 comments:
Post a Comment