Q tabiyat kahin theharti nahi
Dosti to udas kerti nahi
Shair bhi aayaton se kis kam hein
Hum pe mana wahi utarti nahi
Uski rehmat ka kis hisab karein
Bas hum hi se hisab kerti nahi
Yeh mohabbat hai, sun!, zamane sun!
Itni aasaniyo se marti nahi
Jis tarah tum guzarte ho Faraz!
Zindagi is tarah guzarti nahi
Dosti to udas kerti nahi
Shair bhi aayaton se kis kam hein
Hum pe mana wahi utarti nahi
Uski rehmat ka kis hisab karein
Bas hum hi se hisab kerti nahi
Yeh mohabbat hai, sun!, zamane sun!
Itni aasaniyo se marti nahi
Jis tarah tum guzarte ho Faraz!
Zindagi is tarah guzarti nahi
0 comments:
Post a Comment