khud bhi jaltey hain petango ko jalaty hain chiragh,
youn teri bazm ki ronek ko berhatey hain chiragh.
aap damen sey bujhadein to maza aajaye,
khak mein kasi yeh khushiyon ko milta hain chiragh.
khastagi gher ki andheron mein chupa letey hain,
terey aaney ki khaber sun ker bhujk jatey hain chiragh.
ek naimet hai, andhera bhi ksey milta hay
kis liye aap hawaon sey bachatye hain chiragh.
subh ka noor hai chehron per un k NASIR,
apney jo khoon sey oron k jalatey hain chiragh.

0 comments:
Post a Comment