Ash'aar...


mujh se her baar woh apni nazrain chura leta hai faraz
main ne kagaz par bhi dekhi hain bana ker aankhien uski...


Umar itni tu ataa kar mairay fun ko khaliq...
Maira dushman mairay marnay ke khabar ko tarsay...


phir qafas main shor ut-ha, aur saiyaadh
dhaikna uRa dhay ga, phir khabar rehaa'ee ki...


Na mere zakham khilay, na tera Rang e Hina
Mosam aey hi nahin ab k ghulaabon walay...


hum mohabbat may bhi toheed k qayal hai faraz
bus aik hi shakhs ko mehboob banaye rakha...


"Zalzalay" younhi bey "sabab" nahi atay "FARAZ"
koi "deewana" tah-e-khaak "tarapta" hoga...


main bas ik bar "LA JAWAB" hua FARAZ
kisi apne ne kaha jab "KAUN HO TUM"???


baad marne ke bhi usne chora na dil jalana FARAZ...
roz phenk jata hai phool meri sath wali qabar par...


sochta hoon kabhi tere dil main utar kar dekh loon FARAZ...
kon basa hai tere dil main jo mujhay basne nahi deta ...


Jitni shidet say mujhay zakhum diye hian us nay Faraz
Itni shidet say tuo may nay usay chaha bhi na tha....


Shola tha jal bhuja hoon, Hawayien mujhay na do
Main kab ka ja chuka hoon, Sadayien mujhay na do...


Jo rukay tu koh-e-garan thay ham
Jo chalay tu jan se guzar gaye
Rahe yaar ham nay qadam qadam
tujhay yadgar bana diya...

0 comments: