Garmi se hashr ki tha zamana zameen par
Bhun jata tha jo girta tha dana zameen par....
Kabootar kis tarah le jaye baam-e-yaar par
Par kutarnay ke liye qenchi lagi hai deewar par
Khat kabootar is tarah le jaye baam-e-yaar par
Par hi par par naama likha aur par katay deewar par...
Nigaah-e-barq nahin chehra aaftaab nahin
Wo aadmi hai magar dekhnay ki taab nahin
Tu meray pyar se inkaar kiye jatay hai
Aur ye aas ka pathar ke pighlta hi nahin.....
Ye sochta hoon ke agar tum na aye tu
Dil main ek hashr main sa bapa hoga
Aur phir sochta hoon ghabra kar
Tum agar aagaye tu kya hoga???
Chashm-e-pur nam kharid sakta hoon
Zulf-e-barham khareed sakta hoon
Meri khushyan agar bik jayen
aapka ghum khareed sakta hoon...
Peenay ka jab maza ho ke aabray bahaar ho
Saaghar rakha ho saamnay pahlo main yaar ho
Wa'da-e-wafa na koi kya tu ne ab talak
Aur kis tarah kisi ko tera aetbaar ho....
Aey umar shoq dekheye milta hai kya jawab
Hum ne kisi ka naam liya hai pukaar kar....
So saala dor-e-chargh tha saaghar ka ek dor
Niklay jo maikaday se tu dunya badal gae.....
Jo uski yaad main khoye tu dil bharay khoon se
Jo uski aab main dobay tu chasm tar hojaye....
Humain phir shahar-e-nigaaran main le chalo
Ke ehd-e-shoq ki ek yaadgar hum bhi hain
Kisi ke ishq ka azzar hum bhi rakhtay hain

Idhar bhi deeda-e-ibrat nigaah ek nazar
Ke ehd-e-shoq ki ek yaadgar hum bhi hain.....

0 comments:
Post a Comment